Aslam O Alaikum,

Dosto ko itna nahi janta aour ye bhee nahi janta ke ye jo Thread Post karny laga hoon sahi jaga hai ya nahi. main aik sawal poochna chahta hoon. ke nimbuzz chat rooms apny computer par kaisy join karty hain. koi software hai ya nahi. koi janta hai tu help me please.

shahbaz