sir mujhe ye poochna tha ke meray system main 2 partation bane howe hain .. 1,C drive or 2, D drive
main jab system operate kar raha hota hon to ye 2 no partation main access bhii karsakta hon or dekh bhii sakta hon ..
abb mera masla ye hay kay jab main system ko boot karwa ke dose mode ya command prompt per lata hon to mera jo D: drive hay wo C: drive ban jata hay or C: drive ghayeb hojata hay .. ye kia masla he ??
abb main agar iss ko sahi karna chahon to kiss tarhan mumkn hay ?? kia partation dobara banane parege ya koi or option hoga iss ka ??

tahnks