salam
maray pass 2 pc hain .donaon main same masla hay .jab bi start karta hoon .beep ki awaz atti hay aur pc shutdown ho jata hay .jab mamory cell nikal kar start karta hoon aik bar desplay aata hay 5 sacend bad per shutdown
ho jata hay .per power cable nikal dayta hoon thori dare bad per start karta.hoon aik bar display aanay k bad per shutdown .ram.spplay.bi change kar liayay hain .laykin masla wo hi hay .aik pc 3.4 ......512.intal .2: msi 2.4.1gb ram
Bookmarks