Kaya koi bata sakta hai ka Corel Draw main urdu text ko tasveer ki shape kay mutabiq kaisay wrap kia ja sakta hai? Jaisa ke aam tor par newspaper main kiya jata hai.