asslamoalikum dosto hamaray mohallay ka gharo ma wifi use hoti ha jis ka signal hamray gar bhi atay hain or password bhi laga hua ha ma na bhi 1 dost ka wifi password kisi or wifi par lagaya to net connect hota ha or 2 ya 3 gantay use karnay ka baad sent receving wala receive ruk jata ha or sent chalta rahta ha net connect hota ha par page open nai hota ha kia koi maire help kar sakta ha kia??