ASSALAM-O-ALAIKUM
Dear members mujhe aik bat pochni hai ke CPU ke peche power supply main jo aik chota sa button hota hai jis per voltage likha hota hai 230 and 115, mujhe is button ke bare main janna hai ke is ka kya kam hai, kya is ka kam yai hai ke jab volatage kam ho tu ham 230 ko 115 par kar ke computer operate kar sakte hain? Please explaine kar dain aap.
Bookmarks