kia window ma apni marzi ka font use kia ja sakta hai jese bot se software ma ho sakta hai.maslan messenger ma ap koi b sofware use kar sakte hain . lakin window ka apna jo font hota hai kia ose ham apni marzi se select kar sakte hain.