Results 1 to 10 of 10

Thread: School ka daura

  1. #1
    amueed's Avatar
    amueed is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2020 @ 06:51 AM
    Join Date
    22 Feb 2010
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    168
    Threads
    50
    Credits
    61
    Thanked
    6

    Default School ka daura

    Agar mujhe schoolaun ka dora karna ho aur kai schoolon me jaa kar dekhna aur tajaruba haasil karna ho to chuke waha kuch hi der teherna hoga is mukhtasar waqt me kya dekha jaaye aur kaise dekha jaaye, aur school walo se baat karne ke liye aur un se istifaada haasil karne ke liye kya tadbeer ikhtiyaar ki jaaye.

  2. #2
    Fahad10 is offline Senior Member+
    Last Online
    10th November 2013 @ 03:00 PM
    Join Date
    05 Jun 2010
    Location
    Faisalabad, Punjab
    Gender
    Male
    Posts
    232
    Threads
    20
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Salaam,
    Brother ap kisi government office main kaam kartay hain jo school ko check kartay hain ya ap kisi bachay ko admission dilwana chahtay hain?

  3. #3
    amueed's Avatar
    amueed is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2020 @ 06:51 AM
    Join Date
    22 Feb 2010
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    168
    Threads
    50
    Credits
    61
    Thanked
    6

    Default

    Hamare ek azeez school kholna chahte hain, ek aisi jage jaha sirf nasara ke schools hai, aise me zaroorat zyada hai aur quality aur std bhi maintain karna hai , isliye.

  4. #4
    Fahad10 is offline Senior Member+
    Last Online
    10th November 2013 @ 03:00 PM
    Join Date
    05 Jun 2010
    Location
    Faisalabad, Punjab
    Gender
    Male
    Posts
    232
    Threads
    20
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Quote amueed said: View Post
    Hamare ek azeez school kholna chahte hain, ek aisi jage jaha sirf nasara ke schools hai, aise me zaroorat zyada hai aur quality aur std bhi maintain karna hai , isliye.
    Salaam,
    Brother main apka nasara ka matlab nahi samjha. Aur brother main to Pakistan kay lihaz say bta sakta hoon kay jab ap school visit karain to kya kya check karain.

    Ap say aik Question hai pakistan main to mashoor schools ki franchises bhi milti hain. apkay azeez franchise lay rahay hain kisi achay school ki ya apna school register karwa rahay hain?

  5. #5
    amueed's Avatar
    amueed is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2020 @ 06:51 AM
    Join Date
    22 Feb 2010
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    168
    Threads
    50
    Credits
    61
    Thanked
    6

    Default

    nahi bhai frenchise nahil le rahe, wo apna school register kara rahe hain, aap apne aitibaar se bataiye ki aap ke zehen me kya aa raha hai is silsile me. nasara ka matlab christians hain. aur ye baat pakistaan ki nahi hai.

  6. #6
    Fahad10 is offline Senior Member+
    Last Online
    10th November 2013 @ 03:00 PM
    Join Date
    05 Jun 2010
    Location
    Faisalabad, Punjab
    Gender
    Male
    Posts
    232
    Threads
    20
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Brother First thing teachers Qualified honay chahyain aur unka bolnay aur parhanay ka tareeka check karain.

    Aur second school ki jaga daikhain aksar schools main nay daikhain hain jahan 2 classes aik room main hoti hain. Ya phir Urdu medium aur english mediam aik class main hoti hain.

    Third school main Computer Lab hai jo kay ajkal bohat zaroori hai. Aur agar school main high classes bhi hain to unkay liay Bio, Che, Phy ki Lab hai aur kya wahan chezain puri hain.

  7. #7
    Fahad10 is offline Senior Member+
    Last Online
    10th November 2013 @ 03:00 PM
    Join Date
    05 Jun 2010
    Location
    Faisalabad, Punjab
    Gender
    Male
    Posts
    232
    Threads
    20
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Aur ap apnay school main rules rakhain. Jaisay hamaray school main jab bhi koi new teacher ata tha to principal btaye baghair har week bula laita tha kay teacher theak hai kay nahi.

    Aur har bachay ki monthly report ghar jati thi kay is din test hua aur marks sath hotay thay jo kay by post ghar send kiay jatay thay.

    Aur bachoon kay liay khailnay ki jaga zaroor honi chahyay.

    Aur most important kay aksar teachers school main jaan bojh kar sahi nahi parhatay takay bacha tution parhnay aye. Aur apni marketing kartay hain tution center ki.

    Aksar schools ki kuch marketing strategies bohat achi hoti hain jis ki waja say wo top schols main hotay hain.

    Meray khayal say to yahi hai baki apko zayada pta hoga.

  8. #8
    amueed's Avatar
    amueed is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2020 @ 06:51 AM
    Join Date
    22 Feb 2010
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    168
    Threads
    50
    Credits
    61
    Thanked
    6

    Default

    Fahad bhai.

  9. #9
    *MALIK*'s Avatar
    *MALIK* is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2016 @ 02:57 PM
    Join Date
    04 Jan 2009
    Location
    Sialkot
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    10,217
    Threads
    739
    Credits
    19
    Thanked
    1513

    Default

    Quote amueed said: View Post
    Fahad bhai.

  10. #10
    *MALIK*'s Avatar
    *MALIK* is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd September 2016 @ 02:57 PM
    Join Date
    04 Jan 2009
    Location
    Sialkot
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    10,217
    Threads
    739
    Credits
    19
    Thanked
    1513

    Default

    Quote amueed said: View Post
    Fahad bhai.

Similar Threads

  1. School school Games funny
    By Ghulamenabi in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 6
    Last Post: 22nd June 2019, 09:59 PM
  2. (School Bus)
    By zaq123 in forum Baat cheet
    Replies: 11
    Last Post: 24th November 2012, 06:08 PM
  3. ...School Bus...
    By *KHAN*JEE* in forum Photo Gallery
    Replies: 34
    Last Post: 25th July 2011, 08:22 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •