Asalam O Walikum Mere pass dell n 4030 laptop hai usko maine kuch din pehle format kiya tha baad main main jab audio install kia to aawaz stereo nahi aa rahi hai kafi kam hai kuch samaz main nahi aa raha hai ki kya masla hai maine usme windows 7 64 bit install kia hai