WSLM::
Jub kbhi ap jailbreak karny lagain to apko in dono alfaz say wasta parta hai , tethered aisa jailbreak hai jis ko karny k bad ap jub be apna iPhone restart karna chahain gay apko apna iPhone computer say connect kar k software ke madad say restart karna pary ga,
Jabky untethered main apka iPhone simply restart ho ga jaisa am tor par hota hai,
Is liye jub be karain untethered jailbreak karain, warna computer aur software k bgair apka iPhone start nahi ho ga,
Umeed hai apko yeh malomat psnd ayen ge , thanx
Bookmarks