brother main apne fraind ko asi mail bajna chahta hon jis main asa ho ka photo ka peche link laga ho ....taake jis web ki taraf main os ko le ker jana chahta hon os main wo chala jae.......jasa ka screen shot main ak mail ko main dikha raha hon ...is mail main ak photo app ko dikhai de rahi ho gi....agar main is photo per click karon ga to ak or page open ho ga jis ka link mail bajne wale ne photo ka peche lagaya ha ...........muje kaya kerna ho ga .....thanx
Bookmarks