Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 13 to 24 of 32

Thread: Aansoo bane lafz (UZAIR 143 COLLECTION)

  1. #13
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    mohabbat ma wo nafrat k diya b sath rakhta ha
    wo mujh sa piyar tu karta hay ,gilay b sath rakhta ha
    bazahir wo baray shahroun ma tanha musafir ha
    wo apni zaat ma kuch kaflay b sath rakhta ha
    wo mujhko sochta ha aur taluk b nahi rakhta
    qariib ata ha lakin faslay b sath rakhta ha
    Removed Not Allowed

  2. #14
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Zabt Kabhi Na Kabhi To Aa Jayega Hamain,
    Woh Tasalee De Hamain, Yeh Zaroori To Nahi…

    Zinda Dil Hai, Hans Kar Do Ghum Seh Lenge,
    Har Ghum Mein Tera Saath Ho, Yeh Zaroori To Nahi…

    Yun To Woh Bohot Wafa-Shaar Hai Magar Phir Bhi,
    Har Kadam Pe Wafa Kare, Yeh Zaroori To Nahi…

    Hausle Aur Bhi Bhar Jayenge Shikast Ke Baad,
    Jeet Yaha Sada Hamari Ho, Yeh Zaroori To Nahi…

    Shidat-e-Gham Mein Insaan Ro Bhi Daita Hai,
    Saamne Tera Aanchal Ho, Yeh Zaroori To Nahi…

    Nazrain Thi Bas Kiya Karti, Paththar Ho Gayi,
    Tere Baad Kisi Aur Ko Dekhe, Yeh Zaroori To Nahi….

    Hum Ne Hamesha Use Toot Ke Chaha Hai Ali,
    Woh Bhi Hamain Toot Ke Chahe, Yeh Zaroori Tu Nahi

  3. #15
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Shaam Furqat Dhalay Hum Nahi Chahtay
    Ghum Say Fursat Milay Hum Nahi Chahtay

    Phir Naya Waar Sehnay Ko Tayar Hain
    Tu Parishan Rahay Hum Nahi Chahtay

    Aaj Ansoo Bahanay Say Maat Rookay
    Aaj Barish Tamay Hum Nahi Chahtay

    Hum Teray Baad Ujray Hoay Thik Hain
    Ab Kahin Dil Lagay Hum Nahi Chahtay

    Teray Pekar Ko Hum Dekhtay Hi Rahain
    Tu Nazar Say Hatay Hum Nahi Chahtay

    Kis Qadar Dil Nasheen Hai Yeh Mojon Ka Shoor
    Ghum Ka Darya Rukay Hum Nahi Chahtay

    Iss Qadar Pyar Say Tu Pukara Na Kar
    Aag Dil Ko Lagay Hum Nahi Chahtay

  4. #16
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Ghanay Darakht K Neechay Sula K Chor Gaya
    Ajeeb Shaks Tha Sapnay Dikha K Chor Gaya

    Yeah Ujra Ghar To Usii Aik Ki Nishaani Hai
    Jo Apne Naam Ki Takhti Laga K Chor Gaya

  5. #17
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Nigha e shab tere angan mein khawab dhoonday thay

    Yeh ab kay zakham bi kiya deya tu nay

    Tujay mere liye neendon kay phool lanay thay

    Yeh kya ankhoon ko bakhsa hai rut jagha tu nay

  6. #18
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    kon bataye kon samjaye,kon say des sudhar geay

    in ka rsta taktay taktay nean hamray haar geay

    ik lagan ki baat hai jeewen aek lagan hi jeewen hai

    pochh na kiya khoya kiya paya,kia jeetay kya haar geay

  7. #19
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    tum is dard se guzray hona?

    wo rut jis mien jal jati hian ankhien

    tum per bhi guzri hai

    wo shab jo mahtab se tapkay

    ansu, ansu, shabnum, shabnum wo shab

    mujh per bhi utri hai

    wo din, wo ghariyan soo jayien

    lamhay pathar ke hojayien

    wo din, tumne bhi to kata hai

    wo din miene bhi kata hai

    dono ke jismon, rohon mien

    yaksaaN dukh ka sanata

    phir kyun mujh se poochtay ho tum

    meri palkein purnum hain

    akhir mujh ko kon se ghum hain

    tum is dard se guzray hona????

  8. #20
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    iss say pehlay keh be-wafa ho jaayen
    kion na ey dost hum juda ho jayen

    tuu bhi heeray say ban gya pathar
    hum bhi kal janay kya say kya ho jayen

    hum bhi majboorion ka uzar karain
    aur kahin aru mubtila ho jayen

    ab keh gar tuu milay tou hum tujh say
    aesay liptain teri qaba ho jaayen

    bandagi hum nay chorr di hai faraz
    kya karain log jub khuda ho jaayen

  9. #21
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Hum Galat na thai Kash wo ye samaj sake....
    majborio ne na jane kis Mor pe la ke patakh Dia....
    Na koi Raasta tha Na hum Laut Sake.....
    Wazahtai dena apni adat nahi hai Sidrah......
    Na main Samja saki Na wo Samaj Sake..........

  10. #22
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Aankhon aankhon main baat bhi kar li
    Aashiqui main bohat zaroori hai
    Bewafaayi kabhi kabhi kar li
    Hum nahin jaante chiraagon ne
    Kyon andheron se dosti kar li
    Dhadhkane dafan ho gayi hongi
    Dil main deewaar kyon khadi kar li.

  11. #23
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Barson Ke Baad Dekha Ek Shakhs Dilruba Sa
    Ab Zehen Men Nahi Hai Par Naam Tha Bhala Sa

    Alfaaz The Ke Jugnu Aawaaz Ke Safar Men
    Ban Jaaye Jangalon Men Jis Tarah Raasta Sa

    Khwabon Men Khwaab Uske Yadon Men Yaad Uski
    Neendo Men Ghul Gaya Ho Jaise Ke Ratjaga Sa

    Pehle Bhi Log Aaye Kitne Hi Zindagi Men
    Wo Har Tarah Se Lekin Auron Se Tha Juda Sa

    Tewar The Berukhi Ke Andaaz Dosti Ka
    Wo Ajnabi Tha Lekin Lagta Tha Aashna Sa

    Kuchh Ye Ke Muddaton Se Hum Bhi Nahi The Roye
    Kuchh Zeher Men Bujha Tha Ahabaab Ka Dilasa

    Phir Yun Hua Ki Sawan Akhon Men Aa Base The
    Phir Yun Hua Ke Jaise Dil Bhi Tha Aablaa Sa

    Ab Sach Kahen To Yaron Hum Ko Khabar Nahi Thi
    Ban Jayega Qayamat Ek Waqeya Zara Sa

  12. #24
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Tum Kiya Jaano Main Khuda Se Kiya Maangta Hoon ?
    Tumhari Salam-ti Ki Hamesha Duaa Mangta Hoon

    Agar Anjaane Main Ho Jaaye Koi Tumse khata
    Tou Do Mujhe Uski Saza Ye Maangta Hoon

    Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jaaow Tum Pareshaan
    Tou Meray Haq Main Wo Saari Takleefein Maangta hoon

    AiY KHUDA Meray Mehboob Ko Gham Se Door Rakhna
    Din Raat Tumhaaray Saaray Gham Maangta Hoon

    Tum Ho Hamesha Kaamyaab Tumhaari Her Khwaahish Ho Poori
    Buss Ye Chaahta Hoon Aur Tumhari Khushi Maangta Hoon

    Main Jaanta Hoon Ke Tum Mayri Nahin Ho Lekin
    Main Hamesha Khuda Se Tumhaara Saath Maangta Hoon

Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Similar Threads

  1. android apps collection by uzair hashmani
    By i am back in forum Softwares
    Replies: 34
    Last Post: 28th July 2014, 08:36 AM
  2. Lafz ba Lafz Quran pak ka turjuma
    By aslamjana in forum General Discussion
    Replies: 3
    Last Post: 12th November 2012, 04:14 PM
  3. Mera Lafz Lafz He Aaina Tujhe Aaine Mein Utar Lon
    By xXxpert in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 3
    Last Post: 4th October 2009, 04:29 PM
  4. Lafz Lafz Men Nikhaar
    By muzafarmohsin in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 18
    Last Post: 19th August 2009, 11:43 AM
  5. Lafz Aur Aansoo....?
    By muzafarmohsin in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 11
    Last Post: 19th August 2009, 10:31 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •