Dosto hamaray aik bohat he achay dost Irfaan Qureshi Sahab Jo k Hamaray Expert bhi hain
unhoon nay
1000 score kar liay hain
Sab inko Mubarak do Shabash!...........Irfaan Bhaai Mubarak ho!
sorry irfan bhai urdu mian nahi likha kion k mujhay darr tha k itni dair mian koi aur na pahal kar jaaye...aur main sab say pehaly wish karna chahta tha... umeed hay aap mind nahi karain gay
Bookmarks