http://www.4shared.com/file/yJWxD_XQ/Sound.html
yaar main pagal ho jao ga is web site ko parhtay parhtay. itni ziada information aur wo bhi itni important aur free. o maray khudaaaaa.
lo gee meri bhi aik trick
agar aap chahtay hain kay jab bhi aap apna computer start karain to har martba new sound aaye to uper di hoye folder ko dowload karain aur us ko extrect karain .
1. us ko c:\ drive main paste kar dain
2. is main aik file sound.bat kay name say ho gi us ka shortcut
startmenu main startup kay folder main rakh dain.
3. aik aur file ho gi sound.wav kay name say us ko control panal main
sounds main ja kar us ko start window ki sound say replace kar dain
pictures kay ander sara prodcedure show kia hay
lo gi ab jab bhi aap apna computer start/restart/logoff karain gay to har
martba new sound aaye gi
aap in sounds ko apni marzi ki sounds say change kar lain
but (.wav) extenssion ki honi chahyee
jo files main nay di hain wo khas nahi hain
sound.bat main sari coding likhi hay us ko lazmi read karain but agar aap informatin nahi rakhtay to us ka kisi our jaga pe back up lazmi rakh lain ta kay baad main kam kharab honay ki soorat main kaam aa sakay warna coding kharab ho jaye gi
Bookmarks