to all brothers and sisters,
kia app ka kial main yeh wohi Pakistan hai,jis ka khwab hamara baap dada na dakha tha,or jis ka lia hamari kitni maon bahnon or bhaion na kurbanian di.
nahi yeh wo Pakistan nahi hai,hamain ab apna haq ka lia or apna payar watan ko jis ka hamna sadion sa khowab dakha tha ko sach ker ka dikhana hai,or apna apna hisa zaroor dalna hai.bila ksi khof ka,
is link ko zaror dakhain,
http://www.youtube.com/watch?v=G4a2Ih61EFY
or Pakistan ka lia jitana bhi hosakta hai zaroor karain.sirf dawon sa kuch nahi hota,prove karain,
or agar ap inko aik muhibawatan or true leader samajta hain to plz haq ka sath zaroor dain,because katra katra hi darya banta hai
.
Bookmarks