Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh bahi mayray pass ek web cam ha jis k sath mic b ha manay windows 7 install ki hoi ha to masla yay ha k jab main windows xp main cam aur mic use karta tha tab to dono kam kartay thay but ab zaida tar mayray sath yay hota ha k agar main mic laga don aur cam ki cable nikal don to mic kam karta ha lakin jaisay he main cam ki cable lagata hn mic kam karna chor dayta ha aur voice chat ruk jati ha video sahi chal rahi hoti ha lakin agar chat k doran he main dobara cam ki cable nikal don to dobara mic kam karnay lagta ha plz mujhay lagta ha koi settings main problem ha agar kisi ko pata ha is ki settings kaisay karoon k ek he waqt main mic aur cam dono chal parain to plz mujhay screen shots k sath bata day . thanks