bahi many GTA SAN ADDREAS game install ki ha mayara system is games ki tamam requriments pori kar raha ha lakin masala yay ha k yay game main chalata hn to bohat slow slow chalti ha manay kafi mukhtalif jaghon say download kar k daikh liya ha main apnay system ki details ka screen shot day raha hn plz mujhay batao kya masla ha aur is ko theek kaisay karna ha
Bookmarks