Page 6 of 6 FirstFirst ... 3456
Results 61 to 70 of 70

Thread: Ghamdi Ka Tasawor-e-Sunnat

  1. #61
    Kashif Soomro's Avatar
    Kashif Soomro is offline Senior Member+
    Last Online
    9th May 2015 @ 02:54 PM
    Join Date
    31 Jul 2007
    Location
    Lyari,Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    459
    Threads
    87
    Credits
    950
    Thanked
    6

    Default

    sab se pehle to app ka shukriya k app ne itne tafseel se likha bohot se pehlu jise wazae hote hain.
    mene apni post mein mulla k mutaliq likha hai kise ullama ya allama ke bare mein nahi.mere nazdeeq mulla or ullama mein zameen o aasmaan ka farq hai.jise app ne medical mein doctor kaha hai deen mein mere nazdeeq woh ullama hain.jis tarah hum compoter ko doctor nahi keh sakte ise tarah hum ullama ko mulla nahi keh sakte.
    hum barha sun or dekh chuke hain sawat or northern side ke mutaliq.kitna inteshaar hai un elaqoo mein.waha mulla ka raaj hai kisi ullama ka nahi or is k asraat hamein yaha bhi nazar ate hain.

    Allama Iqbal ko hum sab aik nihayat aham danishwar tassawar karte hain.app ne kabhi suna hai k us ne kabhi kisi ullama ka mutaliq tanqeed ki ho.lekin hum baraha un ke ashaar main mullao'n ke bare mein tanqeed sunte hai.zahir hai ke in dono mein bohot farq hai.

    Alfaz o maina me tafawat nahi lekin
    Mulla ki aza'n or hai mujahid ki aza'n or
    parwaaz hai dono'n ki ise aik fiza main
    kargis ka jaha'n or hai shahee'n ka jahaa'n or

    ے اصلی نقلی اہلسنت والجماعت
    ہونے کے لئے بھی دعوی دلیل کا محتاج ہے اور پھر دلیل کا وزن ثابت کرنےا کہ کون صحیح طور پر اہلسنت والجماعت
    پر عمل پیرا ہے ۔

    is ke mutaliq me yeh kehta hoon ke agar app dalail ke sath kisi aik fareeq ko
    ahle sunnat sabit karlein to doosra fareeq ye kabhi nahi mane gha.ye mamla balke tammam firqoo'n k sath hain.

    hamein deobandi,barelvi,wahabi,sindhi,balochi,pathan,panj abi kis ne banaya. hum to Musalman the.aik islam k parcham tale.aaj hum bohot sunte hain k loog khud ko qadri,qalandari, or doosre burgazeeda bandoon ki nisbat se apni pehchaan batata hai lekin mene kisi k naam ka aage Mustafavi nahi dekha.
    yahi itehaad ki kami mashre main inteshaar peda kar rahi hai or ye kis ki waja se hai hum sab jante

  2. #62
    hidaya is offline Member
    Last Online
    13th November 2011 @ 12:17 PM
    Join Date
    10 Jun 2011
    Gender
    Male
    Posts
    84
    Threads
    32
    Thanked
    48

    Default

    ..

  3. #63
    karu-89 is offline Member
    Last Online
    6th July 2012 @ 08:13 AM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Age
    35
    Posts
    171
    Threads
    1
    Thanked
    30

    Default

    Quote Kashif Soomro said: View Post

    well janab ek baat main batana chahta hun kay ye Wahabi kuch nahin hota ......... Wahab ALLAH SWT ka naam hai samjhe ........ so is tarah kisi ko Wahabi kahna galat hai .......... ye word un logon ke liye bola jata hai jo Islam ko sahi tarah follow kar rahe hote hain Quran aur Sunnah ke mutabiq
    aur yahan baat ghamdi ki ho rahi hai aap baat ko doosri taraf mat le jaye ok
    shukriya

  4. #64
    Kashif Soomro's Avatar
    Kashif Soomro is offline Senior Member+
    Last Online
    9th May 2015 @ 02:54 PM
    Join Date
    31 Jul 2007
    Location
    Lyari,Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    459
    Threads
    87
    Credits
    950
    Thanked
    6

    Default

    Asalam alikum
    dekheye janab Islam jab aya tha to is ko follow karne wale Musalman kehlate the koi WAhabi ya kuch or nahi.hum khud ko ajj musalman kehlane se pehle apne app ko Pakistani,Irani,Wahabi,Deobandi etc kehlate hai.

    or rahi baat ghamdi ki jo modenist hai to hamare mashre ka inteshaar hamein ab aise logoon ki taraf leja raha hai jo nai soch ka hamil ho.ya app is inteshaar ko khatm karein ya hamein nai rahein talash karne dein.

    Allah Hafiz

  5. #65
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote kashif soomro said: View Post
    asalam alikum
    dekheye janab islam jab aya tha to is ko follow karne wale musalman kehlate the koi wahabi ya kuch or nahi.hum khud ko ajj musalman kehlane se pehle apne app ko pakistani,irani,wahabi,deobandi etc kehlate hai.

    Or rahi baat ghamdi ki jo modenist hai to hamare mashre ka inteshaar hamein ab aise logoon ki taraf leja raha hai jo nai soch ka hamil ho.ya app is inteshaar ko khatm karein ya hamein nai rahein talash karne dein.

    Allah hafiz
    آپ کس انتشار کی بات کررہے ہیں ؟
    کیا نماز کی فرضیت تمام مسالک اہلسنت والجماعت میں متفقہ نہیں ؟
    کتنے لوگ ہیں جو پنچ وقتہ نماز پابندی سے ادا کرتے ہیں ؟
    کیا روزہ ،حج زکوۃ کی فرضیت متفقہ نہیں ؟
    کتنے لوگ ہیں جو روزہ کی پابندی کرتے ہیں اور حج اور زکوۃ کے اہل ہوتے ہوئے بھی اپنے فرائض صحیح طریقے سے ادا کرتے ہیں ؟
    کیا حقوق العباد متقفہ نہیں ؟
    کتنے لوگ ہیں جو حقوق العباد میں کوتاہی نہیں کرتے ؟
    کیا ڈش کیبل ،عریانی فحاشی ،شادی بیاہ میں فضولیات اسلام کا حصہ ہیں ؟کیا ان معاملات پر کوئی بھی اہل سنت والجماعت کا مسلک اختلاف کرتا ہے ؟
    کیا جھوٹ ،دھوکہ ، شراب ،زنا ، ناچ گانے ،ایک دوسرے پر ظلم و زیادتی ،ایک دوسرے سے قومیت کے نام پر نفرت کرناوغیرہ پر بھی اختلافات ہیں ؟
    اگر نہیں تو کتنے مسلمان ہیں جو ان گناہوں اور فضولیات اور لغویات سے اجتناب برتتے ہیں ؟
    یہ لوگوں کے بہانے ہیں کہ جی مولویوں کی اسلام کو مشکل کردیا ہے .... یا انتشار پیدا کردیا ہے یا فلاں ہے فلاں ہے
    لوگ اسلام کے بنیادی احکامات پر تو عمل نہیں کرتے جو ہر مسلک میں متفقہ ہیں اور فروعی معاملات میں ایسے مباحثہ کرتے ہیں جیسے ان سے بڑا کوئی دین پر عامل ہی نہیں ؟
    کیا یہ مصیبتیں اور پریشانیاں محض مولویوں کی ہی پیدا کردہ ہیں یا ان میں لوگوں کی اپنی بھی کوتاہیاں ہیں ؟
    ارشاد باری تعالیٰ ہے :
    وَمَا أَصَابَكُم مِّن مُّصِيبَةٍ فَبِمَا كَسَبَتْ أَيْدِيكُمْ وَيَعْفُو عَن كَثِيرٍ الخ الشوریٰ 30 پارہ 25
    ترجمہ :اور تم تک جو مصیبت بھی پہنچتی ہے وہ تمہارے ہاتھوں کی کمائی ہے اور وہ بہت سی باتوں کو معاف بھی کردیتاہے
    کیا یہ آیت مبارکہ صرف مولویوں کے لئے ہے ؟ یا اس آیت مبارکہ میں عام مسلمان بھی شامل ہیں ؟
    پھر کیوں صرف مولویوں کو قصوروار کہتے ہیں ؟
    عوام خود فرائض کی ادائیگیوں میں کوتاہیاں برت رہے ہیں .... اور بہانہ کرتے ہیں کہ مولویوں نے انتشار پیدا کردیا ہے ؟
    یقینا عوام یہ کہہ کر اپنے فرائض سے بری الذمہ نہیں ہوسکتے
    دین بہت آسان ہے ...ہرگز مشکل نہیں .... اگر عام مسلمان فرائض کی ادائیگی خشوع و خضوع کے ساتھ کرنے لگیں .... تو یقینا اللہ تعالیٰ ان کے لئے دیگر معاملات میں بھی رہنمائی فرمائے گا اور دین کے راستے آسان فرمادے گا.
    ارشاد باری تعالیٰ ہے۔(وَالَّذِينَ جَاهَدُوا فِينَا لَنَهْدِيَنَّهُمْ سُبُلَنَا ۚ وَإِنَّ اللَّـهَ لَمَعَ الْمُحْسِنِينَ الخ العنکبوت 69 پارہ 21
    (ترجمہ:اور وہ لوگ جو جدوجہد کرتے ہیں ہماری خاطر تو ہم ضرور دکھائیں گے انہیں اپنے راستے ،اور یقینا اللہ تعالیٰ ساتھ ہے نیکی کرنے والوں کے

    اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء*فرمائے آمین
    Last edited by nasirnoman; 28th July 2011 at 01:59 PM.
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  6. #66
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    JAZAKALLAH nasir bahye once again acha reply kiy akush rahye

  7. #67
    *Xpert~Baba*'s Avatar
    *Xpert~Baba* is offline SHD38SK
    Last Online
    11th January 2018 @ 08:47 PM
    Join Date
    01 May 2010
    Location
    GHAR
    Gender
    Male
    Posts
    12,921
    Threads
    907
    Credits
    983
    Thanked
    2337

    Default

    Quote kashif soomro said: View Post
    asalam alikum
    dekheye janab islam jab aya tha to is ko follow karne wale musalman kehlate the koi wahabi ya kuch or nahi.hum khud ko ajj musalman kehlane se pehle apne app ko pakistani,irani,wahabi,deobandi etc kehlate hai.

    Or rahi baat ghamdi ki jo modenist hai to hamare mashre ka inteshaar hamein ab aise logoon ki taraf leja raha hai jo nai soch ka hamil ho.ya app is inteshaar ko khatm karein ya hamein nai rahein talash karne dein.

    Allah hafiz
    janab choren ap apni baat samjhaa he nhe pa rahy hen
    so leave this
    sab se pehlay commen batoon per twaja den 99 % common hay intashar nhe hay
    1% ki laraye hy to wo bhe sirf missunderstanding ki waja se
    barhal ager maan bhe lia jaye aik mint k lye k ham men bhot ziada intashar hay then ismen ghamdi ko follow kerny ka fatwa kahan se nikalta hay..new Rasty ki talash kahan se nikal ati hay...yeh intashar apko modrenty ki taraf q lay ker ja raha hay??????????

  8. #68
    karu-89 is offline Member
    Last Online
    6th July 2012 @ 08:13 AM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Age
    35
    Posts
    171
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    30

    Default

    Quote Zia Shehzad said: View Post
    oh bhai, maine ye video dekhi hai,
    aap pne dimah ka ilaaj karwao,
    dr. amir ne har baat ko sahi tara se jayeza le kar hi beyaan kiya hai,
    ab agar kisi ko bura lage to is mein dr.amir ka kya kasoor hai,
    well tum apne dimaagh ka illaj karwao MR ............Amir Bhai se gunnah hua tha
    uske baad unhain ne tauba kar li ALLAH SWT knows best .......... aap unke us gunnah ko defend kar ke unke gunnah ko mat barhao

    aur ek baat Sahaba Karam , Umhat Al Momineen , aur Ahle Bayt ki shaan main gustakhi karne wala KAFIR hai samjhe .............

  9. #69
    Khani's Avatar
    Khani is offline Advance Member
    Last Online
    5th May 2023 @ 03:07 PM
    Join Date
    31 Mar 2009
    Posts
    6,936
    Threads
    634
    Credits
    1,323
    Thanked
    799

    Default

    bhaio Islam section mei behas karne ki ijazat nahi hai or janab Kashif Soomro thread fitna ghamdi ke barey mei tha app ne jo baatein ki hai woh thread se hat kar hai or behes ko dawat deti hai baray e mayerbani Islam section mei behas na karein warna mujhe majboran moderators hazarat ko report karni pari gi

  10. #70
    Kashif Soomro's Avatar
    Kashif Soomro is offline Senior Member+
    Last Online
    9th May 2015 @ 02:54 PM
    Join Date
    31 Jul 2007
    Location
    Lyari,Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    459
    Threads
    87
    Credits
    950
    Thanked
    6

    Default

    Quote Khani said: View Post

    bhaio Islam section mei behas karne ki ijazat nahi hai or janab Kashif Soomro thread fitna ghamdi ke barey mei tha app ne jo baatein ki hai woh thread se hat kar hai or behes ko dawat deti hai baray e mayerbani Islam section mei behas na karein warna mujhe majboran moderators hazarat ko report karni pari gi
    Mujhe abhi maloom hua hai k islamic section me bahas karna mamnoo hai is liye age se deyan rakho gha

Page 6 of 6 FirstFirst ... 3456

Similar Threads

  1. Faizan-e-Sunnat 40 sunnat-e-mubarak
    By Derwaish in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 4
    Last Post: 5th June 2011, 06:37 PM
  2. Tasawor
    By flower20 in forum Design Poetry
    Replies: 0
    Last Post: 18th February 2011, 12:00 AM
  3. Tasweer Aur Tasawor
    By Doctor in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 9
    Last Post: 27th March 2010, 06:27 PM
  4. GHamdi Sahab
    By lala in forum Islam
    Replies: 1
    Last Post: 10th November 2009, 04:04 PM
  5. Sunnat ke Ehmiat aur Sahaba R.A ke sunnat say mohabat k chand waqiat
    By Shaukat Hayat in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 1
    Last Post: 13th June 2009, 11:19 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •