mere paas nokia 3250 hai aur jab main usse use karta hoon to wo bohat garam hojata hai matlab jab us main koi video play karo ya koi song suno to wo mobile bohat garam ho jata hai

sir ye shortage problem ya is ki battery kharab ho gi ager ap ke kisi friend ke pas aisa mobile he to us ki battery dal kar chek kar lin warna ye short ho raha he.
battary change karain
thanks
Bookmarks