malik125 said:
brother asal main app kuch cofuse ho,mera khial main,app aj ki fikr chor kar future ka bara main zyada fikr mand ho.
app sab sa pahla to apna ap ko relax rakhain or Allah Pak per bharosa rakhain,kal kia hona hai,kia ho ga wo buhat acha faisa karta hain hamara bara main,app apni sari tawajo apni studies per rakhain,jis subject main kamzor hain us ki koi tution rakh lain.ap science ko intrest sa nahi parhta na is lia fail ho jata hain,agar ap ko is main intrest nahi to koi or subject rakh lain,hosakta hai wo apka lia zyada fiada mand ho.Arts main bhi buhat scope hai.
Allah per bharosa rakhain.
Bookmarks