Page 6 of 13 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast
Results 61 to 72 of 147

Thread: قزبانی کے چند مسائل (must see)

  1. #61
    Join Date
    14 Oct 2012
    Location
    PunjanbPakistan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    121
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default

    وعلیکم اسلام بھائی جان
    ماشاللہ

  2. #62
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Jazakalalh .
    bhut urgent jawab chyahe. jis ne qurbani deni ho to yakam zilhaj se qurbani tak woh apne baal aur nakhun nahi kaat sakta yeh sunnat he mustahib ya wajib ya farz. mera eik dost ne kaha ke ke confirm kar kebatao please urgent bata de ke agar kisis ko pata nahi tha.\

    aur woh sahib daily sahve karte hien un ko job requriment he. to is bare me tafseel se bataye amjad bahey ya koye aur sathi..
    bhut shukira

  3. #63
    Jamali33's Avatar
    Jamali33 is offline Senior Member+
    Last Online
    13th July 2016 @ 09:32 AM
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    THATTA
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,930
    Threads
    303
    Credits
    765
    Thanked
    299

    Default

    bhai AP ATTARI HAIN AUR MUQALID HAIN AHMED RAZA KHAN BRALVI K IS HISSAB SE AP K POST ME BOHT SI BAATEN QURAN O HADEES K KHILLAF HAIN BRAI MEHRBANI ANDHI TAQHLEED KERNE SE BEHTER HAI AP KHUD QURAN O HADEES KA MUTALA KAREN AUR PHR SHARING KAREN
    “Believe in your dreams and they may come true; believe in yourself and they will come true”.

  4. #64
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default

    Quote reehab said: View Post
    jazakalalh .
    Bhut urgent jawab chyahe. Jis ne qurbani deni ho to yakam zilhaj se qurbani tak woh apne baal aur nakhun nahi kaat sakta yeh sunnat he mustahib ya wajib ya farz. Mera eik dost ne kaha ke ke confirm kar kebatao please urgent bata de ke agar kisis ko pata nahi tha.\

    aur woh sahib daily sahve karte hien un ko job requriment he. To is bare me tafseel se bataye amjad bahey ya koye aur sathi..
    Bhut shukira
    بس اتنا ہی پتا ہے نہیں کاٹنے چاہیے اب واجب ہے سنت ہے فرض ہے اس کا مجھے علم نہیں ہے اس کا جواب میں آپ کو کسی سے پوچھ بتا دو گا انشاء اللہ

  5. #65
    wahaj91 is offline Junior Member
    Last Online
    19th October 2012 @ 01:31 PM
    Join Date
    19 Oct 2012
    Location
    karachi
    Gender
    Male
    Posts
    24
    Threads
    1
    Credits
    935
    Thanked
    0

    Default

    nice

  6. #66
    Join Date
    18 Sep 2012
    Location
    Jannat ul baqee
    Gender
    Female
    Posts
    3,365
    Threads
    134
    Credits
    70
    Thanked
    970

    Default

    most informative....thx for sharing ..............jazaak Allah......

  7. #67
    wahaj91 is offline Junior Member
    Last Online
    19th October 2012 @ 01:31 PM
    Join Date
    19 Oct 2012
    Location
    karachi
    Gender
    Male
    Posts
    24
    Threads
    1
    Credits
    935
    Thanked
    0

    Default

    haha

  8. #68
    abidch143 is offline Senior Member+
    Last Online
    7th November 2013 @ 10:09 PM
    Join Date
    30 Jul 2010
    Gender
    Male
    Posts
    76
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    thanks

  9. #69
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Quote amjadattari said: View Post

    بس اتنا ہی پتا ہے نہیں کاٹنے چاہیے اب واجب ہے سنت ہے فرض ہے اس کا مجھے علم نہیں ہے اس کا جواب میں آپ کو کسی سے پوچھ بتا دو گا انشاء اللہ
    me ne pata karaya he ke wesys masoon he magar agar kaat liye jaye to koye gunah nahi he. agarche koye majboori na ho. shukriya

  10. #70
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Quote Jamali33 said: View Post
    bhai AP ATTARI HAIN AUR MUQALID HAIN AHMED RAZA KHAN BRALVI K IS HISSAB SE AP K POST ME BOHT SI BAATEN QURAN O HADEES K KHILLAF HAIN BRAI MEHRBANI ANDHI TAQHLEED KERNE SE BEHTER HAI AP KHUD QURAN O HADEES KA MUTALA KAREN AUR PHR SHARING KAREN
    Bhaye bat mukalid ya ghier ke nahi bat he masle ke aap ko pata he baraye mahrbani bata dien.

  11. #71
    Jamali33's Avatar
    Jamali33 is offline Senior Member+
    Last Online
    13th July 2016 @ 09:32 AM
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    THATTA
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,930
    Threads
    303
    Credits
    765
    Thanked
    299

    Default

    hz umme salma (ra) bayaan karti hain ke nabi eummul momineen akram sallalaho alaihi wasallam (pbuh) ne farmaya:-" jis shakhs ke paas qurbani ka jaanwar ho, aur wah usko qurbani ke din qurbani ke liye zibah karna chaahta hai toh usko chahiye ke jab se dhul hijjah ka chand nazar aajaye toh wah apne baal aur naakhun wagerah na katwaaye (yani hajamat na karwaaye) yahan tak ke wah qur'bani kare "


    iss hadees me saaf saf nabi karim saww ne hajamat karney se mana farmaya hai

    aur jis chez ka nabi karim saww ijazat de wo karey jis chez se mana kare to hum ko wo kam nhi karwani chaheyee

  12. #72
    Jamali33's Avatar
    Jamali33 is offline Senior Member+
    Last Online
    13th July 2016 @ 09:32 AM
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    THATTA
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,930
    Threads
    303
    Credits
    765
    Thanked
    299

    Default

    jis shakhs me qurbani karne ki taaqat nahi toh usko bhi chahiye ke wah bhi ashrah dhul hijjah me hajaamat na banwaaye,

    eid ke baad hajaamat banwaaye toh allah taala usko apni rahmat se qurbani ka sawab inaayat farma dega,


    jaise ke hadith me hai,

    jab ek aadmi ne nabi e akram sallalaho alaihi wasallam (pbuh) se arz kiya ke mere paas qurbani ke liye toh koi jaanwar nahin, lekin mere paas ek doodh denewala jaanwar hai, (adam iste'taat ka izhaar kiya ), kya main uski qurbani kar lun ??

    Toh nabi e akram sallalaho alaihi wasallam (pbuh) ne farmaya:-" nahin ! Balke tu eid ki namaz ke baad apne baal aur naakhun aur moochhen katwa aur apne zer e naaf baal moondh le, bas allah taala ke nazdeek yahi teri poori qurbani hai

    ( abu dawood jild 2 pg 29, nisaai jild 2 pg 201)
    "

Page 6 of 13 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast

Similar Threads

  1. سعودی عربSearch On
    By Confuse in forum General Knowledge
    Replies: 28
    Last Post: 10th November 2016, 10:07 PM
  2. Replies: 18
    Last Post: 9th December 2015, 08:18 AM
  3. Replies: 5
    Last Post: 7th July 2013, 02:19 PM
  4. سپائیڈر گروپ کا نیا نشانہ
    By imran sdk in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 4
    Last Post: 29th January 2013, 09:25 PM
  5. شراب کے نقصانات
    By Real_Light in forum Baat cheet
    Replies: 6
    Last Post: 10th June 2007, 11:51 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •