to all ITD members
kia laptop ky sath tv card connect hosakta hai ya naheee?
agar connect hosakta hai to kiss port sy?
Thanks in advance
Zain Khan
to all ITD members
kia laptop ky sath tv card connect hosakta hai ya naheee?
agar connect hosakta hai to kiss port sy?
Thanks in advance
Zain Khan
Aap External USB TV Tuner card use kar saktay hain!
labtop main sirf usb kay tu par external cards use ho saktay hain.....
ho sakta hay Pakistan main is ka bhe toor nikal aaya hoo. ap kisi shop say check karo
Bookmarks