Assalam-o-alykum wr wb, kia aisay mumkin hai k koi application task manager say exit na ho sakay. yehni k agr koi us software ko task manager say end task karna chahay to wo end na ho. ya koi aisa tareeqa hai k banda us software ko task manager say hiide he kar day ta k kisi ko wo nazar he na aay? plz help.
Bookmarks