Assalam o alaikum Friends ! Mera problem yeh hai k jab bi mn apna Memory Card kisi dusray mobile main dalta hun to Card Open nai hota..Ek Password aa jata hai mne kabi Password lagaya tha Memory CARD pr lekin ab mujhay bhol gaya hai.Plz koi asa Software ya koi Tariqa batain k yeh masla hal ho jaye.....