Sir
kal main apne bhai ke saath us ke sir ke paas geya wo online bussness karte hai to unho ne bataya ham ko ke agar tum ko bhi karna ho to karlo unho ne 100 website batayi hai ham ko un per loggin hona hai or data enter karna hai or hamain alert pay hogi SHarayat ye hai jo us ne kahi hai


jo bhai kaam kare ga internet us ke name hi hona zaroori hai
PC bhi us ka apna hi ho
aik pc per aik hi banda kaam kar sakta hai
agar aik pc per do kaaam karenge to ham ko pata chal jayega or wo FAKE wagera ho jaye ga keh rehe the
muje to yaqeen nahi aya maine socha ke aap se pooch lain ke ye kese hai mere maanane main ham 2 kaam kare ya 10 un ko pata nahi chal sakta