Assalam-O-Alykum!
Aksar Jab mein muslamanon se poochta hoon ke aap ka mazhab kya hai tou woh foran jawab dete hain islam.
phir mein un se yeh kehta hoon is ka matlab kya hai tou woh chup hojatey hain jab hamein apney mazhab ke baarey mein pata hi na hoga tou ham is per amal kaisey karein gay!
Main Aap ke jawabaat ka muntazir hoon sawaal yeh hai ke islam ka matlab kya hai? sab apni raaye esh karein taqreeban 10 posts ke baad jawaab doonga Shukriya!
Bookmarks