Asslam Alikum Sir
mere Pc main 1 Ajeeb Masla ho gaya hay
masla ye hay k jab b main koi software install karta hon to wo chalne lag jata hay
lakin main main usy restart karta hon to open nahi hota
phir dobara install karta hon chalne lag jata hay lakin restart karne par wo open nahi hota
bar bar ye masla ho raha hay
plz mujy koi sulution den meri masle ka kiya hal hay ???????
plz
Bookmarks