salam bhai sab ko mere pass aik software tha jis ka nam tha ghost jis se main windowxp ghost ki thi magar ab wo merer pass nahin he wo software mainain isi site se nikala tha us ka tareeka b bhool gaya hon kisi ki pass he to please batain yar or send krdain please
Bookmarks