Aslaa-0-alaiykum kia haal hain sab doston k ? kuch din pehle main ne it dunya main 1 thread para tha jis main btaya gia tha k kisi b pic ki configration kaise maloom ki jassakti hai matlb k wo pic kis time aur kis mob ya camera main bnai gai hai aur yeh sab notepad main karty hain lakin muje yeh yad nhi raha k wo thread kis secshion main dekha tha aGHAR KISI ne wo thread para hai to plz mujy us ka link send kar daien ya mujy bta daien k pic k bare main kaise jaan sakty hain k wo kab bani hai............. Thanks
Bookmarks