Experts mera cpu mai 2 fan hai 1 supply mai or 1 processor k uper bt supply wala fan sahi work nai krta or mjhy ye puchna hai k mai 1 or fan laga sakta ho cpu mai side pa.
Experts mera cpu mai 2 fan hai 1 supply mai or 1 processor k uper bt supply wala fan sahi work nai krta or mjhy ye puchna hai k mai 1 or fan laga sakta ho cpu mai side pa.
jo fan kaam nahi kar raha woh SMPS(power supply unit) ka to nahi aur haan
jo tum ne puch ke ek aur fan laga sakta ho, ye samajh mein nahi aaraha kyun ki cpu mein to extra fans ke liye koi jagha nahi hoti ,hoti bhi hai to woh cabinet ke side cover per hoti hai
aur agar tumhara side cover wala fan khrab hogya hai to tum ek naya fan laga sakte ho
yes bhai supply wala fan sahi kaam nahi krta or side cover pa jaga hai bt fan nahi laga,,,,,,,,,
to bahi agar tumhara smps sahi kaam kar raha hai lekin smps ka fan nahi chal raha to tumhare nazdik mein kio smps repair karnewala ho to us'se fan replace karwa lein nahi to smps hi change kardein meri mane to smps hi change kardein kiyun ki jo fan smps ke andur laga hota hai woh smps(supply) ke temperature ko kum karne ke liye hota hai aur us fan ke kharab hone ka matlab hai ke trumhara smps problem kar sakta hai
reply please
Bookmarks