main ebay say buy karna chah raha hoon to please ap bta saktay hain kay Pakistan main jo cheez buy ki hai wo kaisay receive hogi aur yeh bhi bta dain kay buying kartay huay kya kya khayal rakhna chahyay.