Main nero istamaalar raha hun mere pass avi format main file hai lekin jab main is ko dvd video file main burn karne ki koshish karta hun to aage se error milta hai ke is ko vts main convert katrein.jab main is ko vts main convert karne ki koshish karta hun to phir error aa jata hai ker vts ob ya vts vts os main convert kareinmain yeh bhi try kar chuka hun.please mujh ko is ka hal bateyen.