Dosto ma website banany ka tareeqa janna chahta hon muja kahan se shuru krna chahiye
Dosto ma website banany ka tareeqa janna chahta hon muja kahan se shuru krna chahiye
Free or charges wali mn kia fark he
Basics Web-Making Jan'ne ke liye Mandirjazel Threads Mulahiza farmayi Jaa sakti hen,
~* W@R T!ll D3@t|-| *~
~* I'll Win Not Immediately But Definitely *~
website dynamic banai hai ye static?
bhai asal main ma website banana seekhana chahta hon abi mujhe pata nahi k pahle site banatay han ya domain. ma ye puchna chahta hon k muje konsa program seekhna chahiye.
Bro wordpress.com pe blog banao or apni training start karo....
nawazish tanveer bhai
problem soved
Bookmarks