Aslam o alikom
mere pas aik usb hai jsi ko main jab plug karta hooon tu mere pass menu ata hai ki main kya karna chahta hoon.
par ab main ne apni usb format ki hai to woh menu nahi ata balke khud ba khud usb khul jate hai.
kya aap bata sakte hain kya problem hai aur is ka kya solution hai plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
main aap ka shukarguzar honga
mere usb Kingston 2 GB ki hai
aur Main Windows XP SP2 use kar raha hoon