asalam alaikum dostoun
aik baat kafi arsay say poochna cha raha tha
wo yai k wimax ki jo devices aaj kal aa rahi hain dunya bhai main jin main wireless connection yani router bhi built in hai
kia hum us ko as a router chala saktay hain
cable net k sath ya phir kisi aur sastay internet connection kay sath ptcl waghaira...
yani sirf router bana k net kisi aur connection say chalana hai
kisi nay agar koi aisa kamiyab tajarba kia hai to plz share karay ya koi aur tareeqa plz.....
shukria
Bookmarks