Mera Sawaal Yeh hai Ke Attachment Mein Hum Jo PIctures Attach Kartey Hai Woh 5 hoti hain kya 5 se zyada attach naheen karsaktay agar jawab yes mein hai tou kaisay kartay hain?

Ker sakty hain aap aik bar 5 attach ker key us attachment window ko band ker dein aur phir open ker lein aap ke pass option aajaye ge aur 5 ki total 10 ker sakty hain aap thanks
Ok Thanks Bauhat Bauhat Shukriya!
Closed
Bookmarks