Assalam o Alaikum.
acha muje yahaan ye pochna hai k pic mai link kese insert kia jata hai kia ye adobe photoshop mai he link insert kia jata hai ya kisi or software se hota hai.
mai aap ko clear kar don link insertion mean jab hum kisi pic pe click karte hain to direct kisi site ya kisi page pe chale jate hain jo k os pic k andar insert hota hai.
i hope u got my point of view.
Bookmarks