]salam brother mujy ap sy ye pochna tha k main jab b koi ghalti ho to main usy manage attach karta hon itdunya k sath ta k mujy acha result mil saky par attach karty wakit ye likha ata hy k is ka size bohot ziyada to phir main picture ka size kesy kam karon ta main apny computer ki koi ghalti b itdunya k sath share kar sakon plz help me
Bookmarks