salaam
men ye jaan`na chahta hun k kya torrent bana kar share kiya ja sakta hai? mene is forum per torrent sy mutalliq malumat parhi hain.. lekin koi bhai mujhy ye bata dain k agar mere pass aik film hai.. or men us film ka torrent banata hun to us ka kya tareeqa kaar hjoga aur kya us torrent sy film download koi b kar sakta hai?
thank you
Bookmarks