main ne is se pahle bhi friends se apni problam shear ki thi or un ke mash ware per kuch kya bhi magar meri problam hal nhi hoi.main kuch detail se btata ta houn shyad koi theak mashwara de sake.mera system P4 hai prosesor 2.40 intel hai 512 rem DDR he
pori HDD format kar chuka houn
kaye bar window instal kar chuka houn.masala yeh hai k jab DSL inter net use karta houn theak chlta rahta hai magar koi file foto ya kuch or hard drive se load karoun to system hang hona shoro ho jata hai. phir kuch bhi nahi hota power off hi karna parta hai. agar net use na karoun to window theak chalti hai soft ware bhi open hote hain .aab agar internet explorer open kar liya to site der se khle gi hang hona shuro ho jata hai.aik time main aek cheas chalti hai internet ya window ke soft ware
samagh nhi aarha yeh kya masala hai please expert hi koi mash warw dain. thx