Salam,

Koi yeh bata sakta hai kya k website development main hm PHP ya ASP ka knsa aisa code write karen k page par direct folder sy images uth kar aajaen bar bar aik aik pic folder main add karne k baad link na banana paray..