bhai ap sy pochna tha k mera name jahan hy wahan par main apni picture lagana chahta itdunya k form py, ar jahan par juniour member hy wahan kuch apni marzi ka likhna chahta hon ar plz ye b sath bata dain k kiya jo apni pic lagaoun ga wo kiya kiya kisi formate mai convert kar k lagain gy ???