salam tamam dosto ,salam kay bad araz ye hain hain mery pass ak hp pavilion dv 5 laptop hain .jab main is ko use karta hoon 2 or 3 houurs to is kay screen per waves atay hian screen per kia waja hian
salam tamam dosto ,salam kay bad araz ye hain hain mery pass ak hp pavilion dv 5 laptop hain .jab main is ko use karta hoon 2 or 3 houurs to is kay screen per waves atay hian screen per kia waja hian
Apnay camera se snap le ker attach kerein.
VGA driver chek karen kahi ghalt driver na install kar di hon..... Baki screen pe waves ki or b wajuhaat hain par pehly aap drivers ko chek kar lain.
موبائل کو بھی اپنے لیپ ٹاپ سے دور رکھیں اور بیٹر ی پر بھی نظر
nahi bahe sahab i show to hardware shop problem ic kay sath hain
Yeh problems aksar faulty motherboard ki wajah se laptop main atay hain. Chalo acha hai apka issue resolve ho gaya tha.
Bookmarks