Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh
janab mayra problem yay ha
mayray office main ek computer ha jis ko it walon nay mukamal tor par secure kiya hoa ha yani na to us main main control panel open kar sakta hn na he koi softwear install kar sakta hn aur unho nay usb ports ko b disable kiya hoa ha jin ko enable karnay ka b option mojod nh ha main sirf itna chahta hn k main usb ko enable kar sakoon mazeed ap yay screen shot daikh lo
Bookmarks