Results 1 to 3 of 3

Thread: what is fat and ntfs ??

  1. #1
    husnain_shah is offline Member
    Last Online
    14th November 2012 @ 07:41 PM
    Join Date
    24 Jan 2012
    Gender
    Male
    Posts
    442
    Threads
    148
    Thanked
    5

    Default what is fat and ntfs ??

    bhai jab hum partition ko faormate karty hen to hum sy pochty hen k fat ya NTFS to plz ap in k bary main mujy bata b dain ar ye b k in main fark kiya hy

  2. #2
    mohtasham564's Avatar
    mohtasham564 is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd January 2015 @ 12:11 PM
    Join Date
    07 Jun 2011
    Location
    Lahore
    Age
    33
    Gender
    Male
    Posts
    1,667
    Threads
    187
    Credits
    0
    Thanked
    129

    Default

    NTFS=New Technology File System
    FAT=File Allocation Table

  3. #3
    alishbi's Avatar
    alishbi is offline Senior Member+
    Last Online
    10th July 2017 @ 06:26 PM
    Join Date
    23 Dec 2011
    Gender
    Male
    Posts
    554
    Threads
    127
    Credits
    0
    Thanked
    26

    Default

    NTFS aur FAT main Faraq
    NTFS ka mukhafaf hai New Technology File System yeh Windows NT kalia banai gai thi is ki kyai khasosisayat hain jo ka FAT main nahi hai. FAT 16 2GB saay bari hard drive ko istmall nahi kar sakti. iskalia aap ko uske partition karni parte hai. Jubke NTFS kisi bi size ke hard drive ko support karta hai. FAT 32 75GB say bari Hard Drive ko support nahi karti is ka kia aap ko FAT 32 ko update karna perta hai.
    Phir jo saab sey bara faraq hai who yeh hai key. FAT files ki information serif Heather main rakhtaa Hai . jubke NTFS Heather aur Footer dono main. islye agar FAT ka Heather curropt ho jaye to sara data delete ho jata hai. Lakin agar NTFS ka Heather corrupt ho jai to wooh apna Footer istmal karta hai. Aab pata laga in dono main faraq.
    NTFS, EXT family sey taluq rakhti hai. EXT File system UNIX aur LINUX istamal kartee hain.
    EXT2= Extension

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •