Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 26

Thread: *¤*Urdu Ghazlon Ka Khazana*¤*

  1. #1
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default *¤*Urdu Ghazlon Ka Khazana*¤*

    Assalam-O-Alaikum Dosto

    Mein Muafi Chahta Ke Mein Is Thread Ko Urdu Mein Tehreer Nahi Kar Paya

    Is Liye Urdu Ko English Mein Tehreer Kar Raha Hon

    Aaj Mein ITDUNYA Mein Urdu Ghazlon Ka Aik Thread Shuru Kar Raha Hon

    Jis Mein INSHA'ALLAH Aap Ko Rozana Nayi Ghazlein Milein Gi

    Aap Sab Bhi Is Thread Mein Apni Pasand Ki Ghazlein Share Kar Sktay Hain

    Meri ITDUNYA Ki Manijment Se Darkhuwast Hai Ke Is Thread Ko Stcky Mein Mustakil Shamil Kia Jaye

    Aap Sab Ke Tawan Ka Bohat Shukriya

  2. #2
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-1

    Bikta Hai Husn Bhi Zikar Misar Ke Bazar Ka L00n.

    Ya Tazkara-E-Anar'kali Saleem Ke Darbaar Ka Kar L00'n.

    Di Is Qadar Tuhmatain Mujhey Aalam-E-Ishq Ne.

    Sochta Hon Rukh Apna Bhi Saf-E-Aghiyaar Ka Kar L00'n.

    Kehta Hai'Ghalib' Ishq Bhi Ek Kaam H0ta Hai.

    Chalo Phir Fikar Darvaish'
    Apney Rozgaar Ka Kar L00'n.

    Hai Nafas Par Qaabu Magar Main Bhi T0 Insaa'n H00'n.

    Kya Bura Gar Ek Kaam Main Bhi Gunnah'Gaar Ka Kar L00'n.

    Gunnah-E-Ishq Sunta H00'n
    Asar Main Saddiy0'n Se Jaari Hai.

    Main Jata H00'n Ke Ek Tawaaf
    Apney Dildaar Ka Kar L00'n.

    Azaan-E-Husn Deti Hai Terey Rukhsaar Ki Masjid.

    jazat Ho Darvaish' H0nt0n Se Ek Sajda Piyaar Ka Kar L00'n...

    %Pö€TrY~KIñG%

  3. #3
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-2

    Mujhe galey se laga lo
    bohat udaas hon main

    gham e jahan se chura lo
    bohat udaas hon main

    ye intzar ka dukh ab saha nahi jata tarap rahi hai mohbbat raa nhi jata

    tum apne pas bula lo
    bohat udaas hon main

    har eik saans main milney ki pyaas palti hai

    sulag raha hai badan or
    roh jalti hai

    bacha sako to bacha lo
    bohat udaas hon main

    bhatak chuka hon bohat
    zindagi ki rahon main

    mujhe ab aa k chupa lo
    tum apni bahon main

    mera sawal na talo
    bohat udaas hon mai. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  4. #4
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-3

    Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay

    kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

    Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb

    kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

    Kaash aisi koi rut koi
    moosam aaye

    khushiyon bhare geet
    hum lagein gungunanay

    Aaj bhi dil mera is aas
    pe zinda hai

    aik roz to aayein wo
    hum ko mananay

    Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay

    khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

    Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay

    aatay nahi loat k beetay
    howe zamanay . . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  5. #5
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-4

    Kabhi waqt mile to aajao
    Ham jheel kinare ja baithen,

    Tum apne sukh ki baat karo
    Hum apne dukh ki baat karain,

    Aur un lamhoon ki baat karain

    Jo sung tumhare beet gaye,

    Aur ehd-e-khizan ki nazar howy

    In sabz ruton k daman mai,

    Hum pyar ki khushbo mehkain

    In bikhray sabz nazaron ko,

    Ham aankhon men tasveer karain

    Phir apne pyar k jado se,

    Hum lamhoon ko jageer karain

    Kabhi waqt milaye to ajao.

    Hum jheel kinare ja baithen.

    %Pö€TrY~KIñG%

  6. #6
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-5

    Sar Jhukaoge To Patthar Devtaa Ho Jaaye ga

    Itna Mat Chaaho Use Wo
    Bewafa Ho Jaaye ga

    Hum Bhi Dariya Hain
    Humein Apna Hunar Maloom Hai

    Jis Taraf Bhi Chal Parainge Raasta Ho Jaaye ga

    Kitni Sachchai Se Mujh Se Zindagi Ne Keh Diya

    Tu Nahin Mera Tu Koi
    Doosra Ho Jaaye ga

    Main Khuda Ka Naam Le Kar Pee Raha Hoon Dosto

    Zehar Bhi Iss Mein Agar
    Hoga Dawa Ho Jaaye ga

    Sab Usi Ke Hain Hawa
    Khushboo, Zameen-o- Aasmaan

    Main Jahan Bhi Jaaoon ga Us Ko Pata Ho Jaaye ga

    Rooth Jaana To Mohabbat Ki Alaamat Hai Magar

    Kya Khabar Thi Mujh Se
    Wo Itna Khafa Ho Jaaye ga. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  7. #7
    aarej's Avatar
    aarej is offline Advance Member
    Last Online
    17th December 2019 @ 05:54 PM
    Join Date
    10 Nov 2007
    Location
    Jhelum
    Gender
    Male
    Posts
    2,498
    Threads
    97
    Credits
    1,267
    Thanked
    97

    Default

    Nice..

  8. #8
    *Tamraiz*'s Avatar
    *Tamraiz* is offline Advance Member+
    Last Online
    29th August 2022 @ 08:08 AM
    Join Date
    26 Nov 2010
    Location
    Sialkot
    Gender
    Male
    Posts
    16,583
    Threads
    1051
    Credits
    1,207
    Thanked
    1738

    Default


  9. #9
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-6

    Tere qareb aa kay bari
    uljhano main hon,

    Main dushmanon main
    hon k tere doston main hon,

    Badla na mere baad bhi
    mouzu-e-guftago,

    Main ja chuka hon phir
    bhi teri mehfilon main hon,

    Mujh se bichar k tu bhi
    to roye ga umer bhar,

    Yeh soch lay k main bhi
    teri khuwahishon main hon,

    Tu hans raha hai mujh
    pey mera haal daikh ker,

    Or phir bhi main shareek tere qehqahon main hoon. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  10. #10
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-7

    Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

    Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga

    Khuwabon aur Khyaalon Mein
    Mera hi Chehra Tarasha Ho g

    Raah Chaltey jo us ko Mera khyaal Aaya Ho ga

    Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga

    Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey

    Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi

    Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi

    Aur na Pa ke Mujhey Aap hi Aap Mujh sey Roth ti Ho gi

    Zaror Masrof Hon buhat
    ya koi Test hai Mera

    Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi

    Tanha Sard Raat Mein Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey

    Khyaalon hi Khyaalon Mein Haath us ney Mera Thama Ho ga

    Phir Kisi Pool ke Nechey
    Ruk kar

    Aankhon Mein Mere us
    ney Jhaanka Ho ga. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  11. #11
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-8

    "GHALIB V/S Faraz V/S iqbal"

    Bikney Waaly Or bhi hen Jaa Kr Khreed Lo "GHALIB"
    Ham Log Qeemat Se Nahen, Qismat Se Mila Krtey Hain

    Faraz rply

    Agar Chahoon to ik nigaah men khareed loon usko ""Faraz""
    Jis ko naaz hai bohat k bikta nahi hoon main...!

    Iqbal rply

    Kis ki hai majal k hum ko kharid sakey "IQBAL"
    Hum to khud hi bik gaye kharidaar dekh kr...

    %Pö€TrY~KIñG%

  12. #12
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default Ghazal No-9

    Woh Shakhs Kabhi Dasht Se Guzray Tau Ussay Kehna

    Ek Pal Mere Ghar Mein Bhi Thehray Ussay Kehna

    Kehna K Samundar K Kinaray Pe Na Jaaye

    Kuch Log Samundar Se Bhi Hain Gehray Ussay Kehna

    Zarkhaiz Zameenain Kabhi Banjar Nahin Hoti

    Dariya Hi Badal Laitay Hain Rasta Ussay Kehna

    Kuch Log Safar K Liye Mozoon Nahin Hotay

    Kuch Rastay Kat-Tay Nahin Tanha Ussa Kehna

    Is Shehr Mein Sach Keh K Gunehgaar Na Hona

    K Basti K Sabhi Log Hain Behray Ussay Kehna...!!!

    %Pö€TrY~KIñG%

Page 1 of 3 123 LastLast

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •