Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh
Friend ham main say maximum log torrent k zariyay files download kartay hain main b karta hn ab yay problem har kisi k sath ati ha k seeds kam honay ki ya kisi aur wajah say speed boht kam ati ha aj main ap k is problem ka 100% solution laya hn jo k manay 2 maheenay azmaya ha us k bad he ap ki khidmat main paish kiya ha thora sa lamba kam ha lakin permanent sakoon ha speed max ayay gi chahay torrent k seeds 2 he kyun na hon . ok start kartay hain
ap main say kayi har koi utorrent ka mukhtalif version use kar raha ho ga sab say pahlay to ap nay apnay moojda utorrent ko uninstall karna ha us k bad utorrent 2.0.2 install karna ha jis ka link yay ha
Click here
ap nay yay version he install karna ha yay trick just isi version par kam karta ha
ab ap nay isay open karna ha aur jaisay manay screen shots main seetings ki hain ap nay tamam settings aisay he karna hain us k bad ko b torrent download karain ap hairan rah jayan gay
follow Screen shots .
Bookmarks