Results 1 to 6 of 6

Thread: Us Ki Aankhoon Main

  1. #1
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default Ghazal

    Maghroor Hi Sahi Mujhe Acha Bohat Laga
    Wo Ajnabi To Tha Magar Apna Bohat Laga



    Rotha Howa Tha,hans To Para Mujhko Dekh Ker
    Mujhko To Is Qadar Dilasa Bohat Laga



    Sahra Main Ge Raha Tha Jo Darya Dili Ke Sath
    Dekha Jo Ghor Se To Wo Payasa Bohat Laga



    Wo Jis Ke Dam Qadam Se Thee Basti Ki Ronaqeen
    Basti Ojar Gai To Akela Bohat Laga


    Resham Pehan Ker Bhi Mere Qemat Na Barh Saki
    Khadar Bhi Us Ke Jism Pe Mahnga Bohat Kaga

    Maghroor Hi Sahi Mujhe Acha Bohat Laga
    Wo Ajnabi To Tha Magar Apna Bohat Laga

  2. #2
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default Us Ki Aankhoon Main

    Us ki aankhon main mohabat ka sitara ho ga
    EK din aae ga wo shakhas hamara ho ga


    Tum jahan mere liye sipyaan chonti ho gi
    wo kisi or hi dunya ka kinara ho ga


    Zindgi! ab ke mera naam na shamil karna
    Gar ye te hai ke ye khel dobara ho ga


    Jis ke hone se meri sans chala karti thi
    Kis tarha us ke bagher apna gozara ho ga


    Ye achanak jo ujala sa howa jata hai
    Dil ne chopke se tera naam pokara ho ga


    Ishq karna hai to din raat use sochna ho ga
    Or kuch zehan main aaya to khisara ho ga


    Ye jo pani main chala aaya sonahri sa gharoor
    Us ne darya main kaheen paoon otara ho ga


    Koon rota hai hayaan raat ke sannatoon main
    Mere jesa hi koi hijer ka mara ho ga


    Jo meri rooh main badal se garajte hai WASI
    Us ne sine main koi dard utara ho ga


    Kaam moshkil hai magar jeet hi loonga us ko
    Mere mola ka WASI jonhi ishra ho ga

  3. #3
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    Nice .

  4. #4
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    nice sharing

  5. #5
    Shaheen's Avatar
    Shaheen is offline Advance Member
    Last Online
    25th March 2023 @ 09:00 PM
    Join Date
    31 Jul 2006
    Location
    Melbourne
    Posts
    13,755
    Threads
    225
    Credits
    1,448
    Thanked: 1

    Default

    nice poetry but try to write in urdu alphabets..i mean in inpage urdu

  6. #6
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Default


    اسلام علیکم
    بہت خوب .... عمدہ انتخاب
    امید ہے آپ اُردو ادب کے بزم
    کو اسی طرح اچھے اور
    معیاری اشعار سے سجاتے رہینگے
    شکریہ
    محسود

Similar Threads

  1. Aankhoon ki thandak
    By ABDULLAH. in forum Quran
    Replies: 7
    Last Post: 16th February 2011, 02:58 PM
  2. Aankhoon Main
    By ~*hiway*~ in forum Design Poetry
    Replies: 9
    Last Post: 17th August 2009, 04:53 PM
  3. Aapni Aankhoon Ko
    By ~*hiway*~ in forum Design Poetry
    Replies: 13
    Last Post: 17th August 2009, 08:23 AM
  4. Aankhoon Ki Dua
    By ABDULLAH. in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 31st July 2007, 02:33 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •