bhai aap ka bahooot shukry aap nay itni info share ha. kindly mujay blacklist ke info leni ha.
aik banda jo kisi waja say ajman say blacklist ho jata ha. to kia wo kisi aor state main yani alain ya sharja ja sakta ha. k ni.?
aor blacklist khatam karani ho to us ke kia fee ha. aor kitna time lagta ha.
thx.
Bookmarks