Bhaio mery pass zte ptcl ka modem hai
and wo mujy aik dost ne la kar dia tha
hum ne mill kar wifi router lgaya howa tha ...
mujy networking ka kuch nahi pata .. sary paisy main ne invest kiye howy the wo muj se monthly 6000 leta tha ...
ab us ne blackmailing star kar di hai ....
wo kehta hai kab main 10,000 lon ga.... main itna kharcha afford nai kar sakta ... hum ne mac filtring lgai howi hai ab masla ye hai k mujy new mac address ko allow karna nahi ata .... kia koi dost ptcl k modem mail mac filtring lgana and allowed karna and block krna aataa hai to pllzzzzzzzzzzz mujy bta do